Description

Ye Suawla Murabba 100% natural ingredients se tayyar kiya gaya hai — shuddh shahad (honey) aur til (sesame) ke saath. Iska har bite aapko deti hai immunity, energy aur digestion ka perfect combo.

✅ Tayyar kiya gaya shuddh shahad se
✅ Til ke saath, jo body ko garam aur strong banaye
✅ Ayurvedic tareeke se bana, bina kisi chemical ke
✅ 1kg hygienic packaging main uplabdh
✅ Bachchon se lekar bado tak sabke liye upyogi

💪 Roz ek chhoti quantity lene se immunity aur stamina dono badhte hain!

Chahe breakfast ke baad lo ya shaam ko doodh ke saath — iska swad aur fayda dono laajawab hain 😋

Additional information

Weight 1 kg